Sunday, 7 December 2014
Tuesday, 2 December 2014
Friday, 28 November 2014
Friday, 14 November 2014
Tuesday, 11 November 2014
Monday, 10 November 2014
AGES OF HOLY PROPHETS
PROPHET’S NAME
|
AGE
|
HAZRAT MUHAMMAD (PBUH)
|
63
|
HAZRAT ZIKRYA (A.S.)
|
207
|
HAZRAT MOOSA (A.S.)
|
125
|
HAZRAT YAQOOB (A.S.)
|
209
|
HAZRAT ISMAEEL (A.S.)
|
137
|
HAZRAT IBRAHEEM (A.S.)
|
195
|
HAZRAT DAWOOD (A.S.)
|
115
|
HAZRAT HOOD (A.S.)
|
265
|
HAZRAT SAULEH (A.S.)
|
856
|
HAZRAT IDREES (A.S.)
|
336
|
HAZRAT NOOH (A.S.)
|
950
|
HAZRAT SHOAIB (A.S.)
|
882
|
HAZRAT ADAM (A.S.)
|
1000
|
Sunday, 9 November 2014
NAMAZ-E-ISHQ
Friday, 7 November 2014
Friday, 31 October 2014
VOICE OF HEART: SIYAH KAAR
VOICE OF HEART: SIYAH KAAR: Hoon siyah kar meray aib khulay jatay hain (E) I am bad and my sins are exposing ...
Thursday, 30 October 2014
KALAM BABA FAREED R.T.A. (EHTISAB)
(P) Na gareeb nu vaikh k hassaya kar
(U) Gareeb ko daikh kar hansa na karo
(E) Don’t laugh at poor peoples
(P) Na buri nazar naal takya kar
(U) Na kisi ko buri nazar se dekho
(E) Don’t degrade anyone
(P) Lokan day aib tu lubda phirda
(U) Logon k aib tum dhondtay phir rahay ho
(E) You are blaming other peoples for their sins
(P) Kadi apnay andar v takya kar
(U) Kabi apni burayon pe b nazar daal lia karo
(E) But you don’t look inside yourself what you
are doingSaturday, 25 October 2014
1ST MUHARAM-UL-HARAM
"SHAH
AST HUSSAIN, BADSHAH AST HUSSAIN
Hussain (A.S.) is the
King, Hussain (A.S.) is The Emperor
DEEN AST
HUSAIN ,DEEN PANAH AST HUSAIN,
Religion is Hussain (A.S.),
Saviour of Religion is Hussain (A.S.)
SARDAAD ,NA DAAD DAST DAR DAST-E YAZEED,
He preferred to give his
head rather than giving his hand into the hands of Yazid
HAQQUAA KE BINA-E LA ILAH AST HUSSAIN."
By
God the foundation of LA-ILLAH is Hussain (A.S.).
HAZRAT KHAWJA MOEEN-UD-DIN CHISHTI
Wednesday, 22 October 2014
Friday, 17 October 2014
LINKED FOREVER
HUSSANIAT (QUALITY OF A GOOD FRIEND)
Agar kisi ki yad shiddat ikhtyar kare or tum usko
bhula na pao tu is mein kamal tumhara nhi kamal uska hai jis k pyar or khuloos
mein koi milawat nhi.
If you have a good friend and you remember him
always. It is his quality that he is so much sincere and loving than yours.
HAZRAT IMAM HUSSAIN (A.S.)
Thursday, 16 October 2014
Wednesday, 15 October 2014
YA ALLAH SUBHANAH
YA ALLAHU
YA RAHMANU
YA SALAMU
YA AZIZU
YA KAREEM…
MOHABBAT K SITAM
INTEZAR.....
CHASHM-E-SAAQI
CHASHM-E-SAAQI NAY YEH
KYA KHAIL RACHA RAKHA HAI
|
KOI ZAHID KOI MEH KHAWAR
BANA RAKHA HAI
|
JO PHANSA PHIR NA US NAY
KABHI REHAI MANGI
|
TERI ZULFON NAY AJAB
JAAL BICHA RAKHA HAI
|
HUSAN HO ISHQ HO DONO KA
ASAR YAKSAN HAI
|
CHIZ HAI AIK MAGAR NAAM
JUDA RAKHA HAI
|
TERI MAKHMOR NIGAHON SAY
HAI RONAQ SARI
|
WARNA SAAQI TERAY MEH
KHANAY MEIN RAKHA KYA HAI
|
HAMAIN DARYAFT KARNAY SAY......
HAMAIN DARYAFT KARNAY
SAY HAMAIN TASKHEER KARNAY TAK
|
BOHAT HAIN MARHALAY
BAAQI HAMAIN ZANJEER KARNAY TAK
|
HAMARAY HIJAR K QISSAY
SMAITO GAY TU LIKHO GAY
|
HAZARO BAAR SOCHO GAY
HAMAIN TAHREER KARNAY TAK
|
HAMARA DIL HAI PAIMANA
PAIMANA TU CHALKAY GA
|
CHALO 2 GHONT TUM BHAR
LO HAMAIN ASEER KARNAY TAK
|
PURANAY RANG CHORO ANKH
KAY 1 RANG HI KAFI HAI
|
MOHABAT SAY CHASHAM BHAR
LO HAMAIN TASVEER KARNE TAK
|
HUNAR TAKMEEL SAY PEHLAY
MUSAWAR BHI CHUPATA HAI
|
ZARA TUM BHI CHUPA RAKHO
HAMAIN TAMEER KARNAY TAK
|
WOH HUM KO ROZ LOOT TAY
HAIN ADAON SAY BAHANO SAY
|
KHUDA RAKHAY LUTAIRAY KO
HAMAIN FAQEER KARNAY TAK
|
Subscribe to:
Posts (Atom)