Saturday 17 March 2012

AAY ISHAQ DI RAAH BADI OOKHI (BABA BHULLAY SHAH)




Aay ishaq di raah badi ookhi
Yeh ishaq ka rasta bada mushkil hai
Jay koi turay tay yaar mila den da
Agar koi chale tu mehboob se mila deta hai
Huth yaar da chuman na dain loki
Log mehboob ka hath chumnay nahi daitay
Ishaq kutyan day pair chuman dain da
Ishaq kutton k pair chumnay pay majboor kar daita hai
Ishaq oonch tay neech wekh da nai
Ishaq oonch neech nahi dekhta
Zaatan paatan day faraq mita dain da
Zaat paat ka faraq mita daita hai
Kadi milday ni yaar hatyan tay
Mehboob dukanon pe nahi miltay
Ishaq pher v bolian lawa dain da
Ishaq phir bhi boli lagwa daita hai
Na PEER wekhay na mureed wekhay
Na yeh PEER ko dekhta na mureed ko
Ghunghru SAYYADAN day pairi pawa dain da
Yeh SAYYAD k pairon mein ghunghuru bandhwa dait hai
ALLAH ishaq nu aay tofeeq bakhshi
ALLAH nay ishaq ko yeh tofeeq bakhshi hai
Naizay uttay QURAAN suna dain da
Naizay pay bhi QURAAN suna daita hai
Athroo ik niklay jay aashiqan da
Agar aashiq ka aik ansoo niklay
Sohnay RUB da arash hila dain da
ALLAH PAK k arsh ko hila daita hai

FARYAAD



Naraz hain yeh dunya walay mujh gunahgar say YA RUB
Sula day mujh ko aisi nind k sub razi ho jain

Friday 16 March 2012

MANZILON KA GHAM



Manzilon ka gham karne se manzilain nahi miltin
Hoslay toot jatay hain aksar udaas rahnay say