Thursday 15 September 2011

GAZAL (DHEERAY SAY)




Dheeray say sarakti ha rat usk anchal ki tarha
Us ka chehra nazar aata hai jheel mein kanwal ki tarha
Baad muddat k us ko tu jism-o-jan ko yun laga
Pyasi zameen pe jaise koi baras gya badal ki tarha
Rooz kehta hai seenay pe sar rakh k raat bhar jagon ga
Sar-e-sham hi mujhe aaj phir sula gya kal ki tarha
Mere hi dil ka makeen nikla wo shakhs
Aur hum shehar bhar mein dhondtay rahe pagal ki tarha

No comments:

Post a Comment