Wednesday 14 September 2011

GAZAL (PHOLON KI WAFAAEN)







Main tumhain pholon ki wafaon mein nazar aaon ga
Jab dhondho gay tu fizaaon mein nazar aon ga
Yaad aon kabhi tu hath utha lena tum
Main tumhain tumhari hi duaon main nazar aon ga
Mujhe dhondna mat tum nafraton kit apish mein
Main safeer hon mohabaton ka chahton maein nazar aon ga
Mujhe dekhna chaho tu kholna dil k darichay kabhi
Main ankh nahi dil ki nigahon mein nazar aon ga

No comments:

Post a Comment