Thursday 15 September 2011

GAZAL (KOI GAZAL SUNA KAR KYA KARNA)

 


Koi gazal suna kar kya karna
Yun bat badha kar kya karna
Tum meray tum meray ho
Duniya ko bata kar kya karna
Tum ehad nibhao chahat say
koi rasam nibha kar kya karna
Tum khafa bhi achay lagtay ho
Phir tum ko mana kar kya krna
Tere dar pe aa k bethay hain
Ab ghar bhi ja kar kya krna
Din yad se acha guzray ga
Phir tum ko bhula kar kya karna

No comments:

Post a Comment